Yaha Ham Online Coding ke Bare Main Sikhege .Online Coding Kaise Sikhe. Internet Jabse Bana Hai Tab Se Ise Banane Me Ek Chiz Ki Sabse Jayada Jarurat Huyi Jiska Name Hai Coding . Coding Bhut Traha Ki Hoti jisme Java , Php , Html 5 , Programming , Basic Html Hain . iphone Aor Android Mobile App Bhi Inhi Se Banaye Jate Hai .
Coding Kya Hai - Coding कैसे सीखे - Online Coding Kaise Sikhe – Html Java Php Tutorial



Agar Aap English Nahi Jante Hai. Yaa phir Sirf Hindi Jante Hai Toh Aapko Online Coding Sikhna Thora Mukil Hain Kyu Ki Internet Par Iske Baare Me English Me Jayada Bataya Gaya Hai Jiska Matlab H Ki Hindi Me Ise Sikhne Ke Liye Kuch Hi Page Milenge. But  Aapko Yha Online Coding Sikhne Ke Aor Bhi Source Hai Jinse Online Coding Sikh Sakte hai .
                                 Online Coding Sikhne Ke Liye Sabse Phele Toh Aapko Yeh Baat Taye Karni Hai Ki Aap Ise Sikhna Kyu Chahte Hain . Jiska Main Udesye Yaa Toh Aap ek Professional Mobile Application , E- Commerce Website Aor Software Banana Chahte Honge . Chlo Jo Bhi Hai Aapko Toh Sirf Coding Sikhna H .
                                Coding Kya Hoti Hai Aor Kaise Sikhe . Toh Aage Padhte Rahiye Kyu Ki Ham Aapko Yaha Kuch Website Aor Source Ke Naam Batayenge Jaha Se Aap Online Coding Sikh Sakte Hain .

Read Also:-Website Or Blog me Live Chat kaise lagaye.

Read Also:-What is Computer Virus in Hindi

Online Coding Kaise Sikhe

1. Spoken-tutorial

Spokentutorial . Org Ek Esi Website Hai Jaha Par Aap Free Me Unlimited Programming Sikh Sakte Hai Wo Bhi Kishi Bhi Language Me . Yaha Aapko Bhut Si Category Aor C+C Programming , Java , Php , Html , WordPress , Blogger Ki Sabhi Categories Mil Jaygi . Iski Sabse Acchi Khasiyat Hai Ki Ye Bilkul Free H .
Yaha Bs Aapko Spoken-tutorial .org Website Par Jana H Aor Jo Kuch Aap Sikhna Chahte H Usko Home Page Par Search Kar Sakte Hain . Iske Home Page Ka Live Preview Aap Niche Dekhe .

2. Youtube

Aap Youtube Ki Sahayata Se Aasani Online Coding Sikh Sakte hai. Youtube Ek Esi Jagha Hai Jaha Se Aap Kuch Bhi Sikh Sakte H . Bs Aapko Jo Chahiye Usko Utube Par Search Kare . Agr Aap Hindi Me Video Dekh kar Online Coding Sikhna Chahte Hain Toh Iska Upyog Jarur Kare . Yaha Aapko Hindi Me Html , Java , Php , Programming Ke Baare Me Bhut Si Videos Mil Jaygi .
Agar Aap English Jante hai Toh Aap Utube Ka Use Jarur Kar Sakte Ho Kyu Ki English me Sikhne Ke Liye Yaha Aapko Bhut Saare Tutorials Milenge . Bs Iske Liye Utube Pr Kuch Iss Traha Se Search Kare .
Ex:-
How To Learn Html , Java , Php , WordPress , programming Complete Tutorial In Hindi

3 . Paid PDF Book In Hindi

Matlab Paise 200-300₹ Dekar Aap BCCFalna . Com Site Se Html , Php , C+C , Java PDf Book Download Kar Sakte Hain Aor Unko Aap Ghar Baithe Apne Phone Me Pdf File Me Padh Sakte Ho . Iske Liye Aapko Kuch Paise Kharch Karne Honge .
Agar Aap Really Coding Sikhne Ke Liye Serious Hain Tabhi Aap Paise Kharch Kare Nahi Toh Aap Upar Ke 2 Tarike Use Kar Sakte Ho Jo Ki Bilkul Free Hai

4 . Aap Khud Bhi Kar Sary

Internet Par Aapko Bs Kuch Iss Tarha Se Search Karna Hoga .
Ex:-
* Free Blogger Templete Download
* Free WordPress Themes Downtown
Download Karne Ke Baad Aapko Inhe Sabse Phele Apne Computer Me Open Karke Dekh Sakte Hai Ki Konsi Chez Kha Use Ki Gayi Aor Konsa Keyword Kha Lagaya Huya Hai .
Ye Ek Aashan Tarika Hai Samajne Ke Liye Jisme Aap Puri Traha Se Ye Bhi Dekh Paynge Ki Coding Kya Hoti Hai Aor Inko Kaise Joda Jata Hai . Fir Aap Bhi Isi Traha Try Kar Sakenge .
Finally , Friends Meri Ye Post Online Coding Kaise Sikhe Aor Iska Jo Tarika Maine Bataya Hai Wo Aapko Kaisa Laga Hame Comment karke Bataye . Kishi Bhi Problem Aor Puchne Ke Liye Aap comment Me Bata Sakte Hai Kyu Ki Aapki Help Karne Me Hame bhi Khusi Hogi .